...

12 views

AYANSH AUR ANAYA
O garmi ka mausam tha ..
Ayansh bahar se apne ghar ko aata hai jo khabrastan ke bohot kareeb tha. Garmi ke mausam ke kaaran ayansh paseene se chid horahatha isliye usne nahne gaya aur ake dekha to bahar dhoop ke bajai baarish ho rahi hai aur o saare darvaaje bandh karke aine ke samne gaya lekin kuch nazar nahi aaraha hai usne apne haath se use poocha aur apne aapko dekhne laga achanak se bhir aina pe paani aagaya o thoda ghabra gaya tab use ek call aya use utaya to koyi aurat usse keh rahi ke mujhe nahi hora tumare bina jeena plzz mujhe maaf kardo aur apni bana lo Ayansh ghabra gaya aur kehne laga ke koun ho tum kya naam hai tumara batav kya mazakh hai ye usne phone kaat dii Ayansh ko kuch samajh me nahi aa raha hai usne mudkar aineko dekhatho aina poora khoon se bhar gaya Ayansh darke maare khaap raha hai use kuch samajh me nahi aaraha hai itneme bhir use call aya Ayansh darta darta use lift kiya to jab o aurat usse tooke kehrahi hai ke.. "ye tumne kya kiya mai tumare sath jeena chahti thi lekin tumne mujhe mar diya ye accha nai kiya tum mere saath mai tu me nahi chodungi maardalungi tume " ""yaad rakhna nahi chodungi mai maardalungi tume ""
Ye sab hone ke baad Ayansh bahar nikal pada ghar ka darwaza khola to dekha ke ek aurat ki laash uske darwaze par girihuiyi hai usne darke maare chillane laga roone laga lekin koyi nahi aaraha hai uski madat karne . O apna mobile ko lene andar gaya to vahi laash udar bhi padi huyi hai use kuch bhi samajhne nahi aa raha hai o baahgke bahar nikala to ek aurat chalte uski aur aarahi hai use dekkar Ayansh uski madat mange uske khareeb gaya lekin use dekker Ayansh aur pukarne laga vahanse bhaagne laga o aurat kon hai jise Ayansh dekkar bhagne laga?? o auarat koyi aur nahi balke jiski laash usne uske ghar pe dekha vahi aurat thi .
Ayansh darke maare bhaagta us tez baarish me bhigta uske ghar ke khareeb khabrastan pahunch gaya vahan ek naye se banaye huyi khabr ko dekha aur us khabr kisi aur ki nahi balke vahi aurat ki thi Ayansh uske samne baithkar apni kiye ki maafi maang raha hai joor joorse rooraha hai keh reha hai ""mujhe maaf kardo Anaya mujhe maaf kardo plzzz "" . Gud gidakar roo raha hai apni kiye ki maafi mang raha hai.......
Ye Anaya kon hai usse Ayansh ka kya rishta hai????