...

12 views

Main
kuch logon ko meri khamoshi takleef deti hai
or kuch logon ko mera bolna hi acha nahi lagta
main chup hi rehti hun akser wahan
jahan mera bolna kisi ko acha nahi lagta
bolti tau bas waha hun jahan
mera bolna kisi ko na gawar na guzrta ho
meri khamoshi main b boht shot hota hai
ho had kisi ko kabi sunai nahi deta
sunta b bas wohi hai meri khamoshi ki Zuban
jisko mera chup rehna kabi b acha nahi lagta
Or Hain main on logon k samny apny alfaz zaya nahi karti jin k samny mery alfaz meri baton ko jazbaton ki koi qadr hi na ho
boht ana parts hun main ye aksr sunny ko mila hai mujy logon sy
par asa nahi hai self respect b koi chez hoti hai
main chup hi rehti hun wahan jahan log mery alfazon k ghalt matlb nikalny kliay bathy hun
or hona b asa hi chahiay apny ap ko har ak k samny kholi kitab ki tarha pash nahi karna chahiay k har koi apko parh ly
khud ko band kitab hi rakhna chahiay
kyun k logon main ak tajasus hota hai jab tak hmari kitab band hai wo sochty rehty hain hmari khani k bary main or boht important hoty hain sab kliay
lakin jasy hi hum kholi kitab ki tarha har chez unsy share kar laty hain unka tajasus hatum ho jata hai kyun k wo hmy jaan chuky hoty hai phir hmari importance b hatum ho jati hai isliay hmesha band kitab rahti hun main kabi kisi ko kholi kitab ki tarha pash nahi hoti k wo meri dill O demag k awaraq parha k meri zaat ka tamsha bnaye ya phir muj par tars khaye..
© زینب ‏خلیل