...

22 views

Farista ❤dil❤ (part-4)
Aaradhya ko khud bhi nahi pata ki wo sahir se pyar karti,
par jis din ye baat uska best friend Sidharth ko pata chala tabhi fight hui .
Aaradhya ke khushi me khushi hai manti hai par, Aaradhya ko sab best dena chahati to jo Sahir kabhi nahi de sakta.
Sahir hamesha challenge karta tha Sahir ko ye baat pasand nahi thi fir bhi Aaradhya ko bol bhi nahi sakta
Unke friendship tutt jayegi to.
Ek din Sidharth un dono ek sath dekh kar insecure feel kiya or jealous bhi buhut hua tha.
Next day Sahir bola tu use chod de me use pyar karti hnu.
Par Sidharth ko pata hai Aaradhya sirf Sahir se pyar karti. Fir uska ignore kiye.
Eke din sahir ko marne ke liye Sidharth ek plan banake picnic ke liya bahar le gaya .Baraf devi mandir ke side ice pahad par chadna. buhut adventure tha.
wo 3no gaye Aaradhya ko safety jacket pehana or Sidharth bhi pehana.
Likin Sahir normal jacket pehana diye.
wo 3no climbing karta rahe.
bich me buhut bar Aaradhya fisli eka sath upar gaye likin waha side warning board tha jaha no entry thi waha jane ka suggest sirf Sidharth ka tha.
Wo dono nahi mane fir convene kar liya.
aage rasta jogkom se bhare tha jo nicha gire unki modd confrom tha.
Aaradhya ko Sidharth pakad kar rakha shair upar chad chuka tha likin piche mud kar un dono dekha tabhi snake usko dass liye or apna balance bagad wo nicha gira uski modd hui.
Aaradhya is sadme sa bahar nahi aa pai wo pagal ho gai. Sidharth Aaradhya ko ish haal me nahi dekh sakti pura treatment kiye. par koi natija nahi dekha paye results to zero hni tha.
Bus ek chance tha devi maa ka mandir.
Doctor bhi bolte jaha Accident hua dubara uska samna kuch hoga tabhi uski yadash paabas aayegi .
Ye possible nahi iska liye ek jaan kurbani hona tha devi maa ka mandir ke andar jo bhi gaye wo kabhi nahi lote .
Kese bhi karke usko waha leakr jana tha par kese laa jaye samjha nahi thi.
Us farista dil ki hifajat ka khatir kon apna jaan dega.
Badi muskil se mandir ke bahar tak gaye. likin sab drkte raha gaye.
Aaradhya kisise baat karti kisine use aandar jane ke liye majbur kar raha tha.
Use na koi dekh sakta wo ek naa dikhti ruhu thi jo sirf Aaradhya ko dikh rahi thi.
Aaradhya us ka sath andar gai.
Aaradhya kuch pal me thik ho kar loti.
Aaradhya ka bapas aane ke khushi me party rakha hua tha.
Aaradhya ke engagement bhi announced hone wala tha.
Likin Aaradhya andar apni kamra me kisise baat kar rahi thi par, Sidharth cctv me dekha andar koi nehi tha.
Sidharth koi doubt hua kuch to hai jo Aaradhya use chupa rahi hai.
Aaradhya ek sahejadi ke tarh bahar aai.
Sidharth ke sath couple dance kiye tabhi Shahir ke ruh Ek humsakl me aa gaye thi.
Shahir ke humsakl Shahir mane huye Sidharth ke hosh ud gaye.
Aaradhya ne apni present bole ki wo ladke Shahir ki humsakl hai.
Shahir ki humsakl se hni marriage karungi.
Kya aage hua ye baat next part me hogi.



© Lina