...

5 views

devdasi part 3
pichale part me dekha ki Raghvendra ye soch raha tha ki janki ko apani taraf kese kiya jaya ye bhi ab use badha muskil lag raha tha lekin use yaad aaya ki Janki golgappe khane ko kah rahi thi par use vaha se kese leke jaye to vo mandir me hi golgappe le aaya mandir ko dekhane ke liye gaya tha tabhi sari devdasiya bhojan kar rahi thi unhe bhojan me keval ubali sabaji or jal he diya tha kyu ki unhe beena namak beena mirchi ka bhojan diya jata tha tabhi Raghvendra ne ek pandit ko bulaya or pucha inhe inhe jo bhojan diya he o mujhe bhi khana he kyu ki me dekhana chahata hu ye kesa bhojan karti he tabhi Janki aakar kehati he nahi ye bhojan kevan devdasi ke liye hi he me aapke liye dusara bhojan bana dungi jo pandit Ji or maha braman vishvnaath ke liye banaya jata he use pata tha ki vo jo khana kha rahi he vo khana koi nahi kha sakata na khane ke layak he vo nahi chahati ki Raghvendra ye khana khaye vo use braahmano or pandito ke bich le jakar khana khila deti he jab Raghvendra apane kaskha me jakar Janki ko bulata he or usaki khane ki thali usake haat me thi vo uski ek aavaaz par thali lekar pohach jati he vo use kehata he beito tab vo niche Beit jaati he vo use golgappe deta he vo khush ho jati he or vo vala bhojan chod golgappe kha leti he jab vo khati he to dekhati he uska vo beswad khana Raghvendra kha raha tha vo use khane se rokh deti he ye mat khaiye ye bhojan beswad he Raghvendra kehata he tum to roj kati ho ye hamara darm he apaka nahi usaka dimaag satak jata he or gusse me kehata tum pagal ho me tumhe samaja raha hu tum ek sadharan ladaki ho ye devdasi devdasi kya laga rakha he vo kehati he unkal aap mujapar gussa kyu ho rahe ho pahale to tum mujhe unkal kehana band karo me tumhara unkal nahi balki me tumse pyaar karta hu ye baat pandit sun leta he or jakar mahabraman ko batata he ki Janki ko tasti prem ki baate kar raha he shayad Janki bhi unse prem karti he vo braahman kehata he us devdasi ka aaj nrutra he hamane use aaj tak isliye nahi chuna ki vo ma durga ke roop me nrutra karti he lekin is trasti ke jane baad usaki halat kya hogi vo khud nahi janati unki nrutra ke manch par phulo ke beech kaach dalava do aaj Janki kaach par nachegi yahi usaki saja he kyu ki logo ke samane ham us devdasi ko saja nahi de sakate tabhi devi durga ka nrutra suru hota he tabhi Janki ke pair par kach chubane lage the FIR bhi o nrutra kar rahi thi uske phir se rakt bah raha tha nrutra karte karte jese hi vo behosh hone vali hoti he vese he Raghvendra use pakad leta he or vaha durga ma ki nrutra ki jagah radha krushna ka ras hota he jisane Raghvendra shree krushna ki bhumika or Janki devi radha ki bhumika nibha rahe the pandito ye dekhakar to unki saari yojana vifal ho gai lekin manch ke kaach dono ke pav par lage the Janki apane pav ke jakham chodkar Raghvendra ke ghav par mar ham lagane lagi thi tabhi use kaskha me le gai or uske pav ke ghav dekh asru Janki ke beh rahe the jab Raghvendra dekhata he ki uske pav par chot bohat jada lagi le to vo bhi uske ghav se kach ke tukade nikal kar ghav par marham lagata he or vaha se vo bhag jati he or kehati he aap yaha se chale jaye agar aap ne hamse prem kiya he to sach me chale jaye or vo Janki ki baat mankar chala jata he ab use har pal Raghvendra ki yaad aati he ab use pata chalta he us pandit ki kukarmo ki vajah se uski dost chitra grabvati he tabhi vo chitra ke pass jati he use kehati ye sab to hamare saat to hota hi nahi ye sab kese chitra ham to devdasi hen nahi Janki yaha hamare sarir ka vyapar hota he jo bhi ladki chuni jati he vo use saat janvaro se battar suluk karte he thmhe nahi pata devdasi ke nam par ladkiya ka danda karte he ye suntehi Janki ko Raghvendra ki kahi har baat yaad aati usane jo jo kaha vo sab or vo iske khilaaf comment bhi karati he UN sabhi pandito ko or us braahman ko 15sal ki jel ho gati he Janki kehati he ab vo har us mandir jakar vaha ki kuch devdasi bankar us sabhi devdasi prata ko band karen ka prayaas karegi or ab yaha se jo bahar jayegi vo Janki nahi balki misti he ab apani life sadharan tharikese jiyengi dekhate he ki Raghvendra or misti milte he ki nahi agale part me
© krushnapriya