...

5 views

zindagi
zindagi har ek ki hoti hain
ramayan ka udaharan denge to
DEKHLO.......
Ravan bhi ek dharmaadharith shiv pujya tha
apni sena ka, apne samrajhya ka, apne apnonka sahara tha
kaha jaaye to apne samraajya me to veh kabhi ek aach tak na aane di
par ek pal aisa aaya ki veh Seeta maa ke moha me aakar apni dharmikata ko bhula kar ahankar ko apna saathi bana li............
Aur rahe Sri Ram,
Ram ji toh apne samrajya me pujya hi the
samrajya ka, pariwar ka, sena ka bhala karath rahe
unke jeevan me bhi ek pal aisa aaya ki veh bhi apne dharmikta ko ahenkar me badal sakte the(samrat banane wale the..... parantu iska moha nahi raha)
parantu veh niswarth bhavaniya se vanavas beetaye....
neech ravan ki hatya ki....
ISLIYE, JEEVAN MEIN KABHI BHI AHANKAR KO STHAAN MAT DENA.........
ZINDAGI TOH SABKI HOTI HAIN PARANTU ZINDAGI KA SAAR JO AGALI PEEDIYAAN SAMAJHTE HAIN UNKE LABOON PAR AAPKE LIYE CHAAHATH KI AUR AAPKE ACHCHE KARM KE HO....