...

14 views

Maa
Maa jo hoti hai wo bacho ke liye bahot hi khash insan hoti hai duniya me.
To ye kahani adharit hai ek maa pe-
Ek samay ki Baat Hai Ek maa or uski beti raha krti thi dono ek dusre se bahot pyar krte the beti choti thi tabtak sab thik tha phir wo dheere dheere badi hui ab wo bahar ki duniya dekhne lagi naye logo se mili to naye logo ke bich wo thodi kho si gai ab gharme maa beti to thi par unke bich duriyan ane lagi ab dheere dheere wo ek dusre se dur hone lage jinka pahle ek dusre ke bina samay nahi katta tha ab wo ek dusre ko dekhte bhi nahi the qu hua esa qu wo maa beti dur hui ek dusre se Baat ye thi ki maa ko beti bhul chuki thi nai duniya pake wo use bhul gayi thi jisne use janam diya tha qu hum bache naye laogo se milte hi apne apno se dur ho jate us maa ko bhul jate hai jo hamara sath us Waqt dete jub hume koi bhi nahi janta hai jub hum akele hote or dukhi hote hsi to wahi humara sath dete hai aaj ki duniya bahot badal gayi bas bache hi nahi bade bhi ese hi ho gaye wo bhi bahot practical ho gaye hai qu logo ko esa lagne laga hai ki apne parivaar ke kisi sadasya ko dukhi rakhke or uske samne use ye dikhate hai ki dekho tumhare bina ye parivaar kitna khush hai. Qu log ye bhul jate hai ki ager bhagvan ne Humko insaan banaya hai to wo hamare liye jine ki sari jarurat bhi wahi puri karege koi kisiko palta nahi hai bhagvan sabko uske huk ki zindagi or khushi likhke bheje haai.
Ek din esa hua ki wo beti wapas apni ma se boli maa kya hum itna dur ho gaye ki ab hum wapas khushi se pahle ki tarah nahi rah sakte jese pahle the. Ye sunte hi maa ro padi or beti ko gale se laga li or usdin ke baad wo kabhi dukhi nahi hue. Ye thi meri aaj ki kahani chaliye me dusre din fir hazir hogi ek nai kahani ke sath. Jai hind happy mothers day be happy and be safe 🙏🙂