...

13 views

Broken inside
Dil tuta hai iss kadar ke mein bayan nahin kr sakti ...
woh toda hai iss kadar ke juban bol nahin sakta ...
kaash koi toofan aaye aur udda le mujhe ....
kuch farq nahin padta ab koi aaye yaa jaye....
jo sab the woh bemisal dard deke gaye hain ...zindegi bhar yaad rahegi..
Mein toh kabka jaane ka faisla kr chuki hun lekin sayad yeh khuda ko yeh manzoor nahin hai....



© lucky