...

5 views

samajhdari....
do dost mintu aur sintu ek din market me sabji kharidne gaye.
.unhe market me sabjiya bahot sasti mil rahi thi..
...
mintu ,sintu se bola....yar market me tamatar bahot sasta hai...
chalo 5 kilo tum ,5 kilo mai kharid leta hu.
sintu bhi khusi se ha me ha milaya ...chalo thik hai...
..dono tamatar ke sath kai aur sabjiya kharid kar ghar chal diye....
.. ek hafte bad mintu fir tamatar kharidne market gaya..
.market jate wakt raste me sintu mil gaya...
...sintu mintu se puchha ..kya hal hai dost kidhar ja rahe ho...
mintu bola...yar mai tamatar lene ja raha tha...
sintu bola..kya tumhare tamatar khatam ho gaye..
mintu.... ha sab khatam ho gaye..
but jyda sadne ke vajah se fekne pad gaye...
kya tumhare tamatar abhi bache hai..
..sintu bola...ha abhi kuchh din aur chalenge..
mintu bola.. yar tum kaise bacha kar rakhe ho kharab nhi huye.
mai to freez me rakha tha fir bhi sad gaye.

sintu bola.. mai roj dekhta tha sabse jyda kaun tamatar paka huwa hai .
usko pahle sabji me dalta tha..
... isi vajah se mere tamatar sadne se bach rahe hai..
mujhe fekna nhi pada.

mintu bola...yar mai to samajhdari se kam nahi liya ,nhi to mujhe aaj kharidne nhi padte.....
....ab dubara samjhdari se kam lunga...