...

1 views

aurat ki kahani
mahila ke paryayvachi shabdon ko padhe to uske paryayvachi shabd itne Hain ki jise Ham soch bhi nahin sakte mahila ke paryayvachi nari stri hamla urad ine panch paryayvachi shabdon ka Ham turant upyog kar lete hain mahila ke yah panch shabd to Ham rojana sunte Hain isliye Ham ine shabdon ka upyog jhat se kar lete hain parantu mahila ke aur bhi kahin aise paryayvachi shabd hai Jin ka upyog Ham rojana nahin karte ISI Karan mahila ke kahe paryayvachi shabd hamen aaj bhi nahin pata jab main Tera sal ka tha to auraton ke Kai kisse sunta tha main Tera sal ka tha to jab kitaben padhta tha to unkitabon mein bhi auraton ke kahin kisse padta tha aur auraton ke dukhon ke bhi kahaniyan sunta tha mujhe धीरे-धीरे pata Chala ki aurat hi hai jisne srishti ko racha hai jab nanihal jata tha to nani ji aur Nana ji kahin kahaniyan sunate the kahaniyon mein auraton ke kisi bhi sukh ke kisse ko nahin sunta tha jab dekho tab dukh ke hi kisse sunta tha nari ke dukh ke kisse itni jyada kyon hai is soch mein main duba rahata tha ki jab dekhun tab auraton ke bare mein dukh ke kisse hi sunane ko kyon milte Hain ISI soch mein main jyadatar duba rahata tha ek bar mere Ghar ke samne se ek khilaune bechne wale budhe chacha ji gujar rahe the vah sabhi bacchon ko khilaune lene ke liye Bula rahe the Koi khilauna ₹10 ka tha Koi panch ka sabhi bacche khilaune kharidne ke liye paise late hain aur khilaune Le jaate Hain main bhi khilaune lene ke liye Man se paise mang Kar Le aaya man ne mujhe ₹10 de diye main bhi khilaune bechne wale chacha ji ke pass Chala Gaya aur ₹10 ka ek khilauna mangne laga chacha ji ne mujhe bhi ek khilauna de Diya Maine unhen ₹10 de diye main vahan se ja hi raha tha ki ek nanhi ladki bhi vahan a jaati hai aur uske sath uski maa bhi nanhe ladki bhi chacha ji se khilaune mangne lagti hai per uski man ne use khilauna nahin dilvaya vah nanhi ladki jaise hi khilauna lene ki aur bhi jyada jid karti hai to uski man uske gal per do thappad Marti hai aur uska hath khinch kar use Ghar Le jaati hai main yah sab dekhta rah jata hun khilaune bechne wale chacha ji kahane Lage yahi hai aurat ke jivan ki Kahani main chacha ji ke is kathan ko samajh nahin paya tha aur khilauna lekar Ghar Chala Gaya thode din bad kuchh aur the baten karti hui dikhai Di Maine unse poochha ki aajkal vah khilaune bechne wale chacha ji kyon nahin aate Hain to ek Dadi Ji ne kaha ki khilaune bechne wale chacha ji ki tabiyat bahut kharab ho rahi hai isliye vah nahin a Rahe unke ghar ka pata na hone ke Karan main unke ghar bhi nahin ja saka FIR kuchh dinon bad vah khilaune bechne aate Hain to Maine unke pass jakar poochh liya ki chacha ji use din aap aise kyon kah rahe the ki yahi hai aurat ke jivan ki kahani chacha ji ne kaha ki rahane do Tum nahin samjhoge per mere andar to mano ki use kathan ko janne ki ichcha utpann Hui aur is tarah utpann hui ki mujhse use kathan ke bare mein jaane Bina Raha nahin Gaya Jo ki mere man mein pehle kabhi nahi hui thi maine to vah pakad li ki chacha ji mujhe bhi batao mujhe bhi batao to chacha ji ne kaha ki chal batata hun vah mujhe ek neem ke ped ki chhanv mein Le Gaye aur kahane Lage ki Kya tu sach mein use kathan ke bare mein Janna chahta hai jo maine use din kaha tha to maine kaha ki han chacha ji main sach mein use kathan ke bare mein Janna chahta hun jo aapane use din kaha tha to chacha ji ne kaha ki chal Bata deta hun chacha ji ne bataya ki jo kathan use din Maine kaha tha vah aurat ke liye kaha tha to maine chacha ji se kaha ki chacha ji main to aurat jaati ki Kai dukh bhari kahaniyan sunta hun to chacha ji ne kaha ki beta tune sahi kahaniyan hi Suni hai aurat jaati jitna dukh sahan karti hai utna aur koi nahin karta chacha ji kahane Lage ki main tujhe ek aisi ladki ki Kahani sunata hun jisne Sara jivan dukh mein Hi Bata Diya to maine kaha ki chacha ji sunao mujhe usse ladki ki kahani jisne apna Sara jivan dukh mein bita Diya kisi Ghar mein ek ladki ka jivan kathin hai aurat jaati jitna dukh sahan karti hai utna koi nahin kar sakta aur aurat jaati jitna dukh aur koi sahan nahin karta shayad aurat jaati ka jivan dukhon se Hi bhara hua hota hai ek to sare kam vah khud sanvarti hai aur fir bhi logon ke taane sunti hai vah aur alag
dukhi ladki ki kahani
kisi gaon mein Gori naam ki ek ladki rahti thi Gori jab 6 sal ki thi tab uske Maa ki mrutyu ek asadhya rog ke Karan Ho Gai thi is Karan uske pita ne dusri shaadi Kar li gori ki sagi maa ki mrutyu Ho jaane se Gori bahut dukhi thi gauri ki sauteli maa use pasand nahin karti thi use Gori acchi nahin lagti thi gori ki sauteli maa uske pita ke samne usse bahut lad pyar karti thi per uske pita ke jaate hi usse ghar ka sara kam karvati thi use buri tarah Marti thi aur use taane karti thi Gori akeli baithi baithi roti thi धीरे-धीरे uski sauteli maa use aise taane kaise nahin lagi ki vah bahut jyada dukhi ho gai thi usne usse sare kam karvane shuru kar diye the use maarna shuru kar diya use bure bure Dane ka sir nahin shuru kar diye धीरे-धीरे uske sauteli maa kuchh is prakar ke taane kasne lagi to to manhus hai to jaise ko Ham kab tak Pa lenge pata nahin ki tum jaisi ladkiyan yahan booj bankar kahan se a jaati hai vah usse ghar ka sara kam dhakke maar kar karvati thi jab Gori usse kuchh mangti to vah use galiyan deti thi uski sauteli maa use School nahin jaane deti thi धीरे-धीरे Gore ka pita bhi use aurat ki baton mein aane lag Gaya aur vahi Karne laga Jo uski patni kahati thi chacha ji ne bataya ki Kora Shan swabhav ki ladki thi Jo baap ko nahin janti thi vah kabhi gussa nahin karti thi vah sirf shant hi rahana janti thi uska pita jab achcha tha tab bhi usne apne pita ko sauteli Man ke bare mein kuchh nahin bataya per ab to uska pita bhi uske hathon se nikal gaya tha kyunki vah bhi ab sirf patni ke sare per Hi Kam karta tha ab vah donon Hi ek jaise The isliye na hi to vah use School bhejte the na hi use bahar jaane dete the UN donon ke swabhav se gora bahut jyada dukhi ho chuki thi vah donon Jo kahate gora vahi karti ek din donon ne gora se khet ka sara kam karva liya use khet ki sari fasal katwai aur use fasal ka fayda UN donon ne utha liya bechari Gori ka jivan bade hi dukh se chal raha tha vah badi Hi dukhi rahti thi...