darr hai...
dard hai ek ladhki ki .jho sab kuch banjati hai samay ke saat .beti ,behen ,didi ,dost, kisiki patner ,maa ,doctor,teacher,sab kuch .
lekin usko kya chahiye nahi mangti .
jab purane jamana tha tho ladiki ko bhahar nahi jane dete the .face dakhkar rehena parta tha .equal right nahi the.usko kya chahiye nahi miltha tha.apna pasand ka kuch nahi kar pati thi.logo ki soch ke vagar se ....
jab girls ko equal rights mila tho padne likhne ki aur job karne ki tho tab bhi ladki bhahar jane ki liye darti hai.ab soch problem nahi ab log hi problem hai .
jab ladki bhahar nahi jati thi tab bhi kush aur freedom nahi tha aur ab sab ladki kar sakthi hai tab bhi kush aur freedom nahi hai..
jab old days the tho sabko ladka chahiye tha .aur ab kisi mange unhe hi pata nahi.ladka mange tho ushe ladki ki izzat karna kaise sikaye aur ladhki mange tho ladki ko kaise bhachaye...
dekhona tab bhi ladhki nahi chahiye aur ab bhi nahi chahiye.tab family ki izzat ke liye ab ladki ki izzat keliye.
kitna aajib hai na .ek maa ke bina iss duniya meh koi nahi aata hai .yeh bhul jate hai kuch log jab ek ladhiki bhahar akele dikhti hai tho.bhul jate hai ki uski maa ,behen,dost bhi ladhki hai.
aisa kyu hota hai ki ek ladhki apne life without tension ,without fear nahi ji sakhti.kya usko jineki haak nahi hai.
kyu bhul jate ki durga maa bhi ek ladki hai sab unki izzat karte hai unki puja karte hai tho ladhki tho ghar ki laxmi hoti hai na .tho kyu bhul jate hai ki jise ladhki ke saat galat karrahe hai woh bhi kisi ki ghar ki laxmi hai.
haat nahi kapte kya galat karte samay.ek ladhiko sikhate hai ki chote kapde maat pheno,galat baat nahi karo,time se ghar aajav,bhahar mat ghumo...etc
tho ek ladhke kho kiyu nahi sikhate ki girls ki respect karna .aache se baat karna.bahar se time parghar aana.kyu nahi sikhate equality dena girls kho .
ek ladki ki life se game khelte hai .bina soche izzat uchal dete hai .ladke aache se rehete hai sab kuch karkar .socha hai ush ladki ki life kya hoga woh kaise zindagi bitayegi .woh ladhki jeete the ji .zinda laash banjati hai....
ladhki bhi human begin hai koi toy nahi ki jho chahe kardiya uske saat .uske ke bhi kuch sapne hote hai .woh bhi apne life jeena chahati hai.ladko ki taara woh bhi freedom se life jeena chahati hai .
ab tho respect do girls ko jho duniya ki diya jaise hai....unko bhi jeene kha haak dho ....izzat karo uski kadar karo.usko samjo .ushe bhi kush hone ka haak dho.....