...

11 views

Nature
me nature hun mujh me Pura brahmand he, har jiv jantu mere hi ans he, chahe wo insan ho ya pasu pakshi, per podhe ho ya fir Nadi, Sagar ya is bramand me isthit jiwit ya pran vihin Jo bhi he sab mere ans he, Mera abhin ang he, par aap insan is bat ko nahi sanmajh rahe mujhe bar bar chot pahuncharhen hen kabhi parmanu parikshan se to kabhi per kaatkar, kabhi mere pran wayu ko dusit karke to kabhi mere rudhir wahini sagar me dusit karke , pasu pakshiyon ko markar aap mujhe chat wichat karte ho me aap se bta dun ki aap mere hi abhin ang ho aur agar aap mujhe nuksan pahuchaoge to aap ko bhi nuksan hoga ,
me fir se batadun aap mere hi ang ho aur ang kabhi sarir ke bina jivit nahi reh sakta.
© Ajit Narayan Sharma