...

5 views

parralal life
hamari kahani ek aisi ladaki ki he jo samantar jivan par aadharit he jo hamari mukhya kiradar he uski jivan gadha bilkul vesi he jispar vo padhai kar rahi he vesi hi gathana gat rahi he uske jivan me jese 400saal pahale rani chitralekha ke jivan me gathit hoti he hamare kiradar he Roma and vijay or chitralekha raja vir Pratap sinhg kahani suru karte he Roma ek janrlisht or use histry ko padhane ka shoik he or vo gayan kala me bhi pragat he or uske pati vijay ek chifminitar he jo roma se bohat prem karte he or uske har kala ka samman karte he jab vijay use time nahi de pate he to vo granthalay jakakar raja maharaja ki kitabe pathati he tabhi uske haat devgad ke raja vir Pratap shing ki kitab lagati he vo jese hi kitab padhati he use apni jindagi ki bachapan aaj tak sari gatanaye ek jesi lagati he rani chitralekha ke bachapan se kitab suru hoti he kitab me rani chitralekha bachapan se mehel me rahati thi raja vir pratap ke saat jab vo chote the tab se ek dusare ko prem karte the par chitralekha ki gayaki bohat sudar thi or use itihas me ruchi thi...