...

7 views

we can't change the meaning according to us.....
aaj ek bahut achhi baat sikhne ko mili,
achhe aur bure me fark ek alag hi andaz me samjh aaya....
Hum kabhi- kabhi acchhai me bura aur bure me achha bhi dekh lete hai, jab hum sach se anjan hote hai, mujhse aksar ek galti hoti hai ki mai chij me, har baat me sochti hu ki ye aise nhi aise hoga, means bura bhi hai toh achha hi hoga aur achha bhi hai toh achha hi hoga.
mom hmesha kahti thi ki tum na bholi ho aur bewakoof bhi tumhe puri duniya aur is duniya ki har chij sirf achhi hi lagti hai, itna achhe najriye se sab dekhogi toh log tumhe galat bna denge.
wo hmesha kahna chahti, mujhe samjhana chahti thi ki mai sahi aur galt me fark kar saku, shayd mai bholi ya nadan ya bewakoof hi hu.... pata nhi....
aaj meri ek dost ne bht achhe se achhe Or bure ka fark samjhaya, ek alag hi andaz me.....
usne kaha.... these two things are very different, don't mix them, and don't make a different meaning of it.
Good is always good and bad is always bad, we can't mix these two words and make their different meaning according to us.
But it's true that if good things want to be bad then they have to leave theri self, what they are before, and same thing in bad as well, that bad also ll leave the bad things then he ll be a good.
Means agar ek bure insan ko achha ban na hai to use burai chhodni padegi aur achha insan jab bura banta hai to use apni achhai chhodni padti hai....means dono ek baar me ek sath nhi hoga.....ek baar me bas ek good ya ek bad ho skta hai bas....

it's true we can't change the meaning according to us....