...

3 views

Gitanjali the fearness
waqth or zarorrat insan ko hamsha tanha raktha hai par hamesha wohi insan tanha rehata hain joh apna Dil ma Raaz chupata Kar raktha hai ISS liya Zindagi Hama bohat mukha dete hai parh hum woh mukha gavah datah hai aur har jaatah hai aur wohi har huma tanha choddata hai aur zindigi par kala🌌saya cha jata hai aur insaan ki jeena Ka ichaa khatam hojati hai par gitanjali aisi Nahi thi Woh by hat state forward thi aur Woh middle class family SA belong Karti thi par ussah yeah Nahi patha tha kah uski Zindagi ma ak kala saya annah wala tha Woh saya aur Woh saya uski Zindagi ki hamesha hamesha Ka liya quidh Kar laga yaha gitanjali apna sapno ki qaish bund rahi thi wahi dusri taraf Woh kala saya uska intazaar Kar Raha tha Usk naam tha (Jai Prakash Bhavani veer rathoor) veer ak suljhava kamiyab insaaan tha uski Zindagi ma family aur older logo ki bohat izzat thi par Woh ek ameer rich business man tha aur ussah Shaadi ma koiye interes Nahi tha par uski family veer Ka liya purposer Dekh rahi thi aur unn ma SA veer ko AK ladki bohat Pasand aiye aur Woh thi gitanjali aur Woh ussah follow karna lagah aur gitanjali BHI usko bohat Pasand Karna LAGI Dono na date fixed ki milna ki aur veer gitanjali ko purpose karka ussah ring pinah diye to aur unka family walo ki BHI gitanjali bohat Pasand aiye aur Woh log thoda trediction type Ka tha Shaadi da 2 month pehla veer ussah APNI hiwali ma lakar aiya aur ussah room select Karna Ka liya kaha par gitanjali ko koiye BHI kamra Pasand Nahi aiya tho hiwali Ka picha aur ek hiwali hai waha uppar ek room hai Acha hai room Ka name hai steps doors USS room ma sirf steps hai toh gitanjali na kaha meeraku Woh room dikho veer ma kaha okay come Woh room thoda ganda tha par gitanjali koh bohat Pasand aiya aur veer na kaha okay Shaadi Ka baad tum yaha rehana miya clean karah kah ussah decorate kardungah gitanjali bohat kush thi par ussah yeah Nahi patha tha Ka Woh kamra Nahi kala saya tha uski Zindagi Ka joh veer ussah Kich liya tha phir Woh Dono ki Shaadi hogiye Dono bohat beautiful laghra tha aur aur mrs.gitanjali veer rathoor ban giye thi Woh bohat kush thi Shaadi Ka Raat gitanjali Ka Saath Kuch aisa hua jiski Woh Kalpana BHI Nahi karsakthi USS Raat unka room ma SA AK door Nikal tha hai waha ek water lake tha ussah pare kar kah Woh ek cave ma jathi hai waha par AK dead body Woh BHI buri Tarah 🔥 jali hui gitanjali ussah cheek padti hai aur waha SA run karta hua bahar aa jati hai aur ussah patah chalta hai Ka Woh body Anjali ki thi joh veer ki 1wife ki thi phir veer na getanjali SA Shaadi kyu ki aur Anjali Kaisa maari konsa Raaz chupa Raha hai veer rathoor kya Raaz hai.woh hiwali ma yeah sub jannah Ka liya intezar karah Dusra Bagh Ka
Gitanjali2 the Devil love
is the 2part of gitanjali

if any one interested in my story plz wait of second par
writen by mohdfarhan ⏳