...

4 views

Widow's Land : #4 A New Empire
Widow's Land
#4 A New Empire

Earth235
Maya ek ek karka sab widow's ko hosla deti hai , aaj tak Maya na widow's ko ldna nhi sikhaya . Sirf Magic sikhaya tha . Maya ko thoda sa darr tha lekin , sab widow's na Ha krka Maya ko vishvas dilaya .

Sab widow's mai lagan thi kuch krka ki lekin dukh unka tha jinhona apna doo saathi ko kho diya tha . Unka mann mai dukh or gussa bahot tha , or ldna ki chaha toh bahot thi .

Ab saari widow's ldna ki tayari karna lagii or nayi sa nayi taknik samjhi or 30 din baad saari widow's taiyar thi ldna ka liye . Lekin Upar wala ko kuch or hi manzoor tha .

Mars235
Froz : Laao issa jaldii sa mera haath mai do yeh crystal ko dekhna ka liye mai bahot taraz raha hu .
False : Yeh lijiye , master .
Froz : Nalayak , yeh nakli hai . Tumhe toh mai maar dunga .
False : Mujhe maaf kar dijiye , ab vo widow nhi bachagii .
Froz : Rukk jao , Ab mai tumhare saath jaaunga .
Tabhi .............
Fro : Dad , kya aap mera saath chaloge ?
Froz : Nhi , mujhe or bhi kaam hai !

Froz or False dono saina ko lekar Earth par lekar jata hai .

Earth235
Maya or saari widow's taiyar hoti hai ldna ka liye . Tabhi waha Froz ki saina aa jati hai or ..............
-Utkarsh Aggarwal
Story will be continue in the next issue
#5 Fight against You

© Utkarsh Aggarwal