...

11 views

my love story
2018, 5th Jan, maina apna deactivated fb account ko activate Kar ka Soch rahi thi ki jinko janti hu ya fir jinlog se Mera fb deactivate karna se pehala bat hota tha unlog ko new year wish Kar deti hu ... isiliya maina filhal almost unlog ko belated happy new year wish kea tha so kuch der bad mera pH vibrate hua maina apna notification check kea to maina dekha ki messenger or kisi ka msg Aya tha to main messenger on Kar k wo Wala chat on kea tha to udhar pe ye msg tha ki ' belated happy new year to you 2 ' to fir uska bad maina bola unko ki thanq uska bad maina unsa pucha ki Kya kar raha ho ap to unho ne bola ki bathroom main hu to maina idiotic Wala ek question puch Lea tha ki ap bathroom main Kya kar raha ho to unho ne bola bathroom main ek insan Jo karta hain uska bad maina bola ..ohh acha am sry ...aur kuch laughing emojis de dea fir uska bad humlog bohot sari bat kar raha tha ki kaha se ho,Kya karta ho ap...unho ne merako bataya ki job karta hu Gujrat main to main unko bola tha ki itna puchku ladka job karta Hain fir unohone kaha ki ha ye puchku ladka bohot din se hi job Kar raha Hain ...uska bad asa hi bat kar Raha tha fir kuch der bad humlog ka number exchange hua fir unho ne bola ki thik Hain main bad main bat karta hu fir bye bolkar Chala gya.

Fir main unko 7 Baja call kea tha to tabhi pH switch off Aya tha to maina Socha ki ye switch off Kyu a Raha Hain