...

11 views

Khamiyan
Ek baar ek insaan🧍 ne koyal se kaha
ki agar tu kaali na hoti toh kitna acha
hota .
phir usne samander🌊 se kaha ki agar tumhara paani khara na hota toh
kitna acha hota.
phir usne gulaab🌹 se kaha ki agar tujh mein kaatein 🌵na hote toh kitna acha hota.
phir teeno ne mil kr ae insaan🧍 agar tujh mein dusaro ki khamiyan nikalana na hota☹️ toh kitna aChaa hota .😊
Isley guys kabhi bhi kisi mein khamiyan mat nikalana upar waley👆 ne
SaBkO koi na koi ghun zaroor👌 deta hai .isley dusaro ko unki khamiyan 😟ko lekar kabhi bhi sharminda na karein 😔