kahani hamari
sab kehete hai ki meh bhohut samjdar hue .lekin mujhe nahi lagta hai ki meh samajdar hue.
ek din mere parents ne khaha ki beta hum se dhur rehena padega aapko padai ki liye .phele aacha nahi laga phir mene socha ki apne parents ke liye dhur rehejavughe.socha ki yearly aayege dekhne.lekin mujhe kya pata tha ki woh nahi aayege.mere parents ne kaha ki bhehen bhi aapke saat padegi.
lekin mere bhehen ko dhur nahi rehena tha woh mere parent ki saat chali gayi.
mene socha ki mere parents ka nukhsan hoga agar mei bhi chaligayi tho becoz unhone sabko bataya ki hamari betiya padene ke liye dhur gaye.
mujhe unka dil nahi todhna tha tho meh dhur hi rehegai.rona aata tha roj.
phir bhi kisiko nahi bataya .
bohut kuch chahiye hota tha lekin kisko mangu samjhme nahi aata tha.monthly money bhejte the lekin mujhe tho maa papa ka pyar chahiye tha.chutiyo meh apne ristedaar o ki ghar aati thi phir bhi kuch nahi mangthi thi .bohut kuch khane ka maan karta tha phir bhi nahi mangti thi.
dasara meh sab shoping karte the jho chahiye woh lete the mere dost phone karke puchte the ki tumne kya liye?
mere pash answer nahi hota tha becoz
kaun karid kar dega mujhe money hota tha but kaun puchega kya chahiye bolke.
haar chuti katam honeke baad hostel chali jati thi .aur dost puchte the ki kaise enjoy kiya. kya kya karida.aur woh batate ki unke parents ne kya kya karida.lekin mere pash unko batene ka kuch bahi hota tha.meh andar hi andar bohut roti thi.
bachapan tho aise hi guzar gaya .aur khelne ka mokha hi nahi mila .bhahar ka duniya malum bhi nahi tha.
mere parent two years baad aaye mere pash phir bhi mene unse kuch nahi manga.
mera health karab hogaya tha.mere parent se enjoy karne ka mokha hi nahi mila.
kuch din baad woh chalegaye.
mujhe phir se akela chod diya .phir bhi mere parents ne mujhe pucha ki sab thik hai tho mene boldiya ki haa thik hai becoz unko parishan nahi karna tha...
phir chup chup kar rothi thi kisi ko nahi bata pati thi kuch.
phir vese hi bade hone ke baad reletive ke ghar se clg jati thi hostel ke aadat se kisi se baat nahi karpatithi .
kisi ko dost nahi bana pati thi.
ladhko se bohut dhur reheti thi baat karnese darrthi thi .
aise ek din mera ek dost bani jho bohut cute thi .aur bohut enjoy karti thi .lekin parents bohut yaad aate the .
meh tho aape pasand na pasand bhi bhul gayi thi kabhi kisine pucha nahi na isliye.mila bhi nahi.
aur two years ke baat ek ladhka friend bana first time mene kisi par itna viswas kiya tha sab kuch share karti thi ushe but mujhe kya pata tha ki woh true friend nahi hai.
aacha hai magar bar bar ruth jata tha hamesa meh manati thi.isbar meri galthi ki bager baat nahi kartha tha .mene socha ki meh jisko dil se viswas karti hue woh sab mujhe chod ke chale jate hai.isliye ab viswas karna chod diya aur borosha bhi tooth gaya .
aise lagtha hai ki meh tho kisiko dikhti bhi nahi mera dard mera kushi kuch bhi nahi dikhta kisiko ..
phir sochti hue ki koi baat nahi koi nahi tho bagwan saat hai mere pash.
phir rona aata hai.
phir sochti hue ki sabko chod ke dhur chali javu aur phir lagta hai ki kisiko problem nahi honi chahiye mere vajar se ......
ab apne aap meh kush hue mere liye .sab ke bari meh soch kar apne bari meh bhul gayi thi lekin ab aur nahi.... mere liye sochughi ab mere parents bhi support karte hai mujhe....