...

17 views

Nature....🏞
vo subha ki pehli kiran lazwab lagti hai...
vo subha ki thndi hwa bemisaal lagti hai..
vo pnchiyo ka chehkna🤗
phulo ki khushbu🌷
saawan ki hryali🍀
mann ko dehla dene wali😊
vo barish ki boonde lazwab lagti hai....
vo thndi hwa bemisaal lagti hai......
vo boondo ka gir jana
aakar mitti me mil jana🌧
thodi der chlna
baad me phr se thm jana🌨
vo mann he mann muskurana kitna lazwab lagta hai.....
vo hwa ka jhoka bemisaal lagta hai....
vo barf ki waadiya🗻
dil me bs jane bali hoti hai
sath me chai ki pyali☕
mann ko dehla dene wali hoti hai
vo gliyo ke raste bhi lazwab lagte hai....
vo hwa ke jhonke bemisal lagte hai.....
vo trees ka kat jana
jangal me aag lag jana🔥
saaf air na mil pana🌀
bimariyo ka ghr bnana....🤮
vo factory se niklne bala pollution
kya sch me ye bemisaal lagta hai....
ya phr lazwab lagta hai......
kya nature hmesha aisa he reh payega
kya ye hmesha mehsoos kiya jayega
kya ye hmesha aise he khilkhilayega
kya ye ensan esko bcha payega
ya phr ye hmesha k liye tbaah ho jayega
plzzzzzz jrur btaiyega......🙏🏻


plzzz save the nature🌲

© diksha chauhan