...

7 views

ashiq ya pagal
azar ko ek aesi chiz se payar ho geya jis ka naam apko Bata dun to ap pagal ho jayeen gay .kyu k Azar ko jis se payar hua tha auska naam Nahi tha .our Azar Nahin k bina ni re sakta tha wo sb kuch apna Nahin ko manta tha ore har bar Nahin se kam leta tha ab apko ko sb Sach hi Bata dun kyu k wo mobile phone pe hamesha laga rehta to ghar wale ause koi kam kehte to wo Nahin hi kehta yaha tak k khana khane ko bolo to b Nahin main janta hun hum sb b Nahin se payar karte hain ...Ap sb se ek sawal hain chodye is Nahin ko phone se bahar aaye bohot khoobsurat hai dunya iska maza li jeye agr hum har roz 8 hour sote hain ore hamari life 60 years hoti hai to apko pata hai hum 20 years so kr guzarte hain to chodo na 24 hour sona aaye dunya ko jante hain dekhte hain ore agr hosake to samajte hain Allah hafiz.
....Imran awan