...

6 views

Mehfil me aao kabhi
Mehfil tum hi sajao usme bhla mera kya kaam
Naa sharab piita hoon naa mohaabbt ki hai kisi se
Shayar usi par kuch bol padha
Yuh Uth kar naa jaao
Mohabaat-e-ishq fizul nhi
Thoda sun kar jaao
Musafir beth gya
Shayar ne shayari ke Alfaz kehne suru kiye
Dil toota Ashiq hoon ghar ka Pta bhul gya hoon
Sab mere ghar ka pta bta rahe hai magar me to uske ghar ka pta chahta hoon
Musafir dekhta rha chaaro or se Wah Wah ki aawaj aane lagi thi
Musafir shayari sun ab jaane ki nhi soch raha tha
Tabhi ek Shayar ne kuch yuh kaha
Hoti kismat likhne ko usko khud ki kismat me likhte
Huye hai udh kitne hi ek udh uske liye bhi karte
Musafir sunta raha sharab jo kabhi pii nhi usko gale me utaar taa raha
Shayar ne phir kaha
Sharab ne hi yaad basar kar rakhi hai
Warna hum to kab ka bhul gye hai use
Is bar Musafir ki taraf se Wah Wahi thi jor sor se
Dil laga liya ab usne mehfilo se
Shayari naa sahi aati ho usko
Magar Shayar ke Alfaz samjh ne lga tha wo