...

22 views

Mahabharat..soch..2
Please read previous parts too.. Thank you all for supporting... Sorry for the late posting...

Pandavas...
Yudisthr, bheem, arjun, nakul & sahdev...
Yudisthr, bheem & arjun - kunti aur pandu ka putra hai...
Nakul & sahdev - mari aur pandu ka putra hai...

Kauravas....
100 putra aur ek putri dhushyala - drutarastra aur gaandhari ka putra aur putri hai...
Kauravas mein jest putr duryodhan hai.. Uske baadh dhushyasan hai...

Pandavas...

Yudisthir- yudhishtir hai kunti aur pandu ka jest putr aur dharma bhagvan ka Vardhan hai... Yudisthr apne jeevan mein kabhi bhi jhoot nahi bola tha. Kabhi bhi dharm ka ullangan nahi kiya. Yudisthr ko Dho patnion tha - draupadi aur devaki.. Yudisthir chausar(jhoodham) ka khel bhahuth Acche se aata hai. Draupadi ke vastrharan mein bhi sirf ek vaade ke liye jo galat ho raha tha usey bhar dash kara tha. Yudhishtir ka rajya palan mein praja log bhahuth khush tha.
Jab hastina pur maharaj drutarastra se apni palan ke liye rajya ka hissa manga tho.. Yudisthr ne aise sthaan ko chuna jeha kuch nahi tha. Unka palan rajya ka Naam indraprasthan rakha tha. Aur unki mehnat aur soch uss bhoomi jo kisi kaam ki nahi tha usey ek rajya banaya tha.
mehnat aur soch se kuch bhi kar sakthe hai.. Koyi cheez Iss duniya mein vyardh nahi hai..

Bheem- kunti aur paandu ka doosra putr aur bhagavan pavan dev ka Vardhan. Bheem bhahuth shakthi saali hai... Bheem swarg, narak aur bhoo lok mein sab se jyada sakthi saali hai.. Bheem ko bhojan bhahuth priy hai.. Duryodhan aur unke bhaiyon ne bachpan mein hi bheem ko vish dhiya maarne ke liye.. Par bheem ne bhai hone ke farz se kuch nahi kaha.. Draupadi ke vastrharan thak pandavas jo bhi anardh hothe the sab sehthe the.. Bheem jithni balwan kyun na ho apni bal se kisi ko kuch haani nahi kiya aur apne bal ka ahamkaar nahi tha.

Arjuna- bhagvan indra ka Vardhan. Kunti aur paandu ka putr. Arjun yudh mein bhahuth chethur tha. dhanur vidhy uska bal tha. Soch bhi.. Dronacharya pandavas aur kauravas ka guru tha. Arjun ka 7 patniya tha. Draupadi aur subhadra unme se priy hi... Arjun krishna ko priy hai.. Jab arjun kurukshetra yudh mein krishna se sawal puchtha hai.. Tab bhaghavan krishn geethasaar ka pravachan detha hai..
Arjun- apne ke virudh sesthr utaana uchith hai kya?
Krishna- apna ya paraya nahi.. Dharm aur adharm mein dharm par kadi ho arjun.. Ab dharm ka sthapana nahi kiya tho.. Aane waale kal mein bhi adharm hothi hi rahega...

Dharm ke liye apno se yudh karna galat nahi.. Apno ke liye dharm ko chodna galat hai...

Nakul & sahdev - paandu aur madri putra tha. Ashwini kumara ka Vardhan tha. Nakul talwar bhaaji mein bhahuth Accha tha. Sahdev beethe huye kal ko aur aane waale kal ko dekh sakta tha. Usko ye bhahuth saal Dhyaan mein rehne se mila tha. Gyaan bhi..

Pandavas mein bhaiyon ka Pyaar tha kuch bhi bura hoge tho sab saath mein pariskhaar karenge...

Kauravas - duryodhan jest putr tha. Usko pandavas Accha nahi lagtha tha. Wo bhi yudh rang mein Accha tha. Wo hastinapur rajya ka raja banna chahta tha. Wo jithne bhi bura ho par apne dosth karna aur ashwathama ko aur apne bhaiyon se bhahuth pyar kartha tha.

Karna - karna kunti ka putr aur bhagavan surya ka Vardhan tha. Par kunti tho karna ko nadhi ke kinare par chod dhiya tha. Karna ko kundali kavach ka Vardhan jho surya bhaga van ne diya.. Karna anga rajya ka raja aur duryodhan ka mithr. Kurukshethr mein indrabhagavan rushi ke roop mein aakar karna se apni kavach kundali maangne par.. Uski jaan chale Jaane ka baath patha hone par bhi.. Usne dhaan kiya tha..

Dronacharya - kauravas aur pandavas ka guru. Ekalavya se apni guru dakshana maanga tha kyun ki ekalavya ka theerchalana bhahuth Accha tha. Kauravas aur pandavas ke tarah. Iss liye ekalavya ka daayan angoota maanga tha.. Ekalavya ne bhi diya tha. Ekalavya rajya vansh ka nahi tha. Iss liye guru dronacharya ne karna aur ekalavya ko sikhsan dhene se inkaar kar diya tha.

The next part will be continued...