...

2 views

Akela pann
so let's start with the tittle.
Akela pann!!
hame lagta hai ki ek akela insaan happy nahi hota aur theek se jee nahi sakta ye baat aur hai aur isse theek bhi mana jaa sakta hai . par akele pann me dard hota hai aur jis bhi cheez se dard juda ho usme kamyabi hoti hai.
to dekhte hai ki iss akele pann me agar ham apne view ko change kare to kya kuch ho sakta hai. insaan ko apne aap par aur apne aapse zyada apne jazbaato par control hona chahiye aur kisi bhi cheez se zyada lagaw nahi lagana chahiye to jub ham akele nahi the aur ab jab ho gaye hai usme zyada takleef nahi hoti.solution insaan ko khudhi se dosti karni chahiye khudke liye jeena seekhna chahiye .after that usne jo bhi kaam kar raha hai ushi ko mahnat lagan aur alag techniques se karna chahiye qki koi kaam chota nahi hota aur bada kabhi bhi ho sakta hai qki dene wala jabbhi deta deta chappar faar ke 🤣😂 aaplog topic padhke soch rahe hoge kuch imotional content hoga par mera maksad aapko sad kar koi useless story suna na nahi hai.
to kaha the ham aaplogo ko lag raha hoga ki jabki koi akela hai to usne kaam mahnat lagan aur new trends and techniques ke saath q karna chahiye zyada bada aur paise wala q Banna chahiye iske 2 reasons hai ek to money talks aapke aage peeche bheed hogi par aapne vible nahi hona hai wo din yaad rakhne hai because there are upps and downs in life jo aap ke akele pann me nahi the wo bhi honge unse bhi galat treat nahi karna fir unme aur humme farak hoga balaki agar aap unse acha treat karenge to unhe bhi realise hoga wo kisi aur se aisa nahi karenge . aur 2 reasons aapka koi nahi to aapko aapke kamayi kuch Percent charity karna hoga jiss se dhann badta hai aapko gareeboko apna banan hoga. maldaar log aksar hidden charity kare hai jaise ratan tata etc. to akelapn ek power hai akela pan ek freedom hai akela aya tha is dunya me akela hi jayega akela pan ranj Kela pann Khushi hai...that's all
© Aseem saibole