...

8 views

jivan ka anubhav
Aaj jab mai dairy likh rhi thi to likhate - likhate mera dhyan khirki se baahar ki aor gaya, rimjhim si barish suru ho gai thi to mai apne dono haato ko khirki se baahar nikal kar barish me bhigote huye uska aanand lene lagi, par turant hi varish tej ho gai aur barish ka pani kirki se andar aane lagi maine jhat-pat khirki ko band kiya aur barish me vigane chali gai tabhi maine dekha ki ek chidiya 🐦 apne ek chote se chuje(little bird🐦 child) ke saath barish me bhij rahi thi, uska pura sarir tandh se kap raha tha, mai use aur uske chuje ko utha kar apne kamre me le aai maine uske sarir ko patle se kapre se poocha aur fir use ek sukha kapra udha diya,, aur fir sochne lagi ki jaha mera barish me bhigana mujhe khushi pahucha rahi thi. vahi usi varsha ka pani is pakshi ke jivan ko sankat me dal diya. arthat jo hame jivan me khushi deti hai vo anya jiv-janjuo ke liye sankat paida kar deti hai. isliye manav hone ke naate hame unki hamesha raksha karni chahiye.
❤❤❤❤❤❤❤❤
🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
I LOVE Nature🌿🍃🌿🍃 and all things of nature🌿🍃 just like animal 🐵🐔🐶🐷 , Birds🐦🐦(parrots) Etsectra,,,

"THANK YOU"
your lovely and little writer............
ANISHTHA PRIYA AGARWAL
© All Rights Reserved