...

6 Reads

akhir kyun ye saare gam aksar mere hi hisse aate
hai,,
bas yahi sochkar ham har din thoda thoda marte jaate hai,,
kyun na gamo ko hanskar
bitaya jaaye jitni hai khushiya apne paas
unhi se dil lagaya jaaye,,

pagal ho Anuj ,

kya do tarfa baat karte ho,
sabse jyada dukho ka rona
bhi to tumhi karte ho.