...

8 Reads

"we are human being,do for humanity"

ki Jo new generation aaye wo bole ki ha hamare liye inhone itna kuch Kiya tha,jese hamare liye hum aapne pahle ke logo Ka shukriyada karte hai ki unhone Hume Gyan Diya,sawsantra di,utsaha Diya toh yahi humm aapne aane wali pidi ke liye ye earth Jo hamra Aur na jane purane kitne hi logo,mahan logo,Aur yaha Tak ki ishwar Ka Ghar hai ,Kya hum iss isswar ke Ghar ko nhi bacha sakte?Kya hum insaaniyat nhi dikha sakte?

me ye nhi kahta ki sabh, sabh hi kaam Karo ,par itna kahta hu,ek hi chhota kaam Karo khud khush raho Aur khushiya baato,koi bhukha ho toh use kuch bhojn de do,aapne jiwaan me ek ped laga do insaan ko kamse kam ek ped toh apne jivan me lagana hi chahiye are! 8 aarab log rahte hai iss prithai par
koi padhna chahta ho use padha do Jo purn Gyan aapke pass ho
shukriya 🙏