...

10 views

Na wo meri SHIZUKA thi, Na main uska NOBITA tha.
Paraya nahi kehta usko par usne apna bhi kabhi Mana nahi,
kitna pyar hai mere andar uska liye
Ye kabhi usne jaana nahi..
Shayad sab kuch jaanti thi aur anjaan ban rahi thi
Uske andar bhi feelings hongi mere liye,
but shayaad Mujshe hi chhupaa rahi thi
Main aaj bhi tumse pyar karti hoon ye
Kehne me uska kya jaa raha tha..?
Main to uske liye bas Vahem tha,
Kyonki haqeekat uski koi aur ban raha tha
Agar yun chhodhna hi tha to dil lagaya kyu..?
Main to pehle hi thik tha,
to phir ye Pyar ka ehsaas jagaya kyu…?
Wo nazrein aaj bhi nahi bhoola hoon
Jinka main deewana hua karta tha
Wo sunahere baal aur gulabi honth..,
jinko dekhkar main kahi kho sa jaaya karta tha.
Usey bhi pata hai mejhe izehaar karna na sahi par nibhana to aata tha,
Sath mere hokar bhi,
Uska dhyaan na jaane kaha chala jaata tha.
Wo apni baatein mujhse share karti, aur main to use apne raaz bataya karta tha,
Phir bhi uski jubaan par kisi aur ka hi zikra hota tha.,
KYUKI,
Na wo meri shizaka thi ,Na main uska nobita tha…

#WritcoPoemPrompt29
Remarkable was the day of your birth,
Remarkable was your childhood,
And the years that followed too soon,
Remember your journey one last time,
Before you close your eyes...
© R raghav