...

3 views

mera jaha?
hai pata nahi hu mai yaha
mera pata dhunde sab jaha
mai kaha mai kaha
is jahan ka kya pata
kab bhala chir de yeh jaha
sehta raha har kal yaha
socha tha kya kya ho gaya
hu mai yaha
har pal tha yaha
sach kaha yeh mera hi jaha
par esa na tha jo ab ho gaya
yeh ho gaya
kyu ho gaya..
bs ho gaya
mai na raha yahaa...
© jainmitali