...

17 views

khus !!!
kitna aasan hai na
kisi se ye kehna ki ...
bure halato me bhi
kush rehna sikho par ...
kabhi uske jagah jaa
kar dekho jab taklif
rehti hai to dur dur...
tak khushi najar nahi aati 😣
waqt Insan ko bahut
kuch sikha deta hai 😣
har dard sehna bhi
sikha deta hai 😣
@Deepshikha