...

14 views

bachapan
Chalte chalte pata nahi kab nikal gaye itnidur,
Kya kahe un palo ke bare me, jo reh gaye kahi dur.
Ji ha wahi bachpan, jaha koi thikana n tha,
Kabhi kuch to kabhi kuch bas karte rehna tha.
Mausamo me sabse pyara hamara apna barish,
Pahli barish me bhigna ,aur masti un kagaz ki kastiwo ki.
Chalte chalte pata nahi kab nikal gaye itnidur,
Kya kahe un palo ke bare me, jo reh gaye kahi dur.