...

4 views

na dil ko sukoon
na dil ko sukoon na raato ko chain hai....dil hai ki ye mera na jaane kyu bechain hai....din ke ujaalo me bhi roshni ki talash hai....hai koi manjil jo bhaut khash hai....ab kya karu jikr mai jb fikr hai kisi baat ki....dil me uthane wale kuch unkahe jajbaat ki.....
© pragativirtual