...

35 views

Kass !
Kass mai bhaiyon me bada na hota
To mai kisi ke sarfrazi ka gulam na hota
Meri hubab-e-zindagi hora or
Mai khud ke khawabon ka hukmran hota
Kass mai bhaiyon bada na hota

Na ilm ki bandish hoti
Na qalm-e-Shihahi ka daag hota
Panna-e-tarikh se na hota koi wasta
To na mai kisi ke mumtazi ka muhtaz hota
Kass Mai bhiyon me bada na hota

Betee waqt me saya BABA ka hota
Daman MAAN ka nasiib hota
Mujh pe inyaat-e-khuda hota
Mai khud se ruhbaruh hota
Kass mai bhaioyon me bada na hota

Na mai sikast-o-figuar hota
Na qalm ka daag hota
Kass bhiyon me bada na hota
Kass mai bhiyon bada na hota

© Hamid