...

9 views

Ab mn nhi krta
Ab mn nhi krta
Kisi ko yaad krne ka
Kisi se baat krne ka
Ab mn nhi krta
kisi se kuch bhi kehne ka
Kisi ke sath rehne ka
Ab mn nhi krta
jee bhr ke muskurane ka
Kisi ko dil m lane ka
Ab mn nhi krta
Koi rishta nibhane ka
koi wada nibhane ka
Ab mn nhi krta
Kisi ko apna kehne ka
Kisi ko dosti krne ka
Ab mn nhi krta
khushiyan mnane ka
Kisi ke dil ko bhane ka
Ab mm nhi krta
Gham ko dikhane ka
Or aansoo bahane ka
Ab mn nhi krta
Kisi ko apna kehne ka