...

3 views

Rang

स्थिर तन चंचल मन,
अडिग प्रतिक्षा की लगन;
शम्भू जैसे पाने को गौरा संग,
Bhatkare rahe the jungle jungle aur unche gagan,
Krishna laga rahe holi main radha ko rang,
Radha naach rahi ,gopiyo ke sang
Sita ko laana ke liye kiya Ram ne raavan se jung,
Meera thi baanke bihari ki bhakti main maagan,
Sudama ki dosti se mohan hue prasan,
Hanumanji ka seena dekhke hue Raamji dang,
Zindagi main koi na koi hona chahiye sang,
Bharna chahiye bahut se rang,
Bhakt ko chahiye bhagwan ka saath,
Bhagwan bhi akela hain, agar bhakat nahin uske pass






© Geetika Gupta