bachapan
#WritcoPoemPrompt10
bachpan
har cheez se begana hota hai,
har khusi uske pass hoti hai,
bachpan ki shararten ab bhi
ankhon ko num kr deti hai
ab bhi wo meethi si hansi
udas chehron pr ek nayi
roshni bikher deti hai,
bachpan m ki gayi khata
ek masoomiyat ka rukh kar
leti hai, us khata pr hume pyar
bhi aata hai, or ghussa bhi,
hum mana lete h use har
choti badi zid pr wo kagaj
ki kashti wo barish m jan
bhujh kar pani ke sath
masti krna , phr chup ke
se dabe kadam ghar m
ghusna taki koi humari...
bachpan
har cheez se begana hota hai,
har khusi uske pass hoti hai,
bachpan ki shararten ab bhi
ankhon ko num kr deti hai
ab bhi wo meethi si hansi
udas chehron pr ek nayi
roshni bikher deti hai,
bachpan m ki gayi khata
ek masoomiyat ka rukh kar
leti hai, us khata pr hume pyar
bhi aata hai, or ghussa bhi,
hum mana lete h use har
choti badi zid pr wo kagaj
ki kashti wo barish m jan
bhujh kar pani ke sath
masti krna , phr chup ke
se dabe kadam ghar m
ghusna taki koi humari...