...

11 views

Student anthem 3.0
Mujhe lagta Mai es duniya ki nahi
kyu lagta rab meri sunta nahi
kyu apno me mujhe ginta nahi
kyu duniya ko padhiye ke siva kuch jamta nahi

percent ke siya kuch jamta nahi
knowledge ko koi genta nahi
kyu passion Ko koi samajhta nahi
government job ke siva kuch samajhta nahi

khusi unko pachte nahi
ab toh apno ko bhi taraki jamti nahi
ha khusi unko pachti nahi
ab koi sath deta nahi

oh god ....
kesa ye kalyug hai
insaan hi insaan ko samajhta nahi hai
60% students unemployed hai baithe
Baki sare chen aur maang ke khare
baccho ko ye labour banare

koi ni aata hai kisi ke Vash me
ye duniya chalti hai passo ke Vash me
ha koi ni aata hai kisi ke Vash me
ye duniya chalti hai passo ke Vash me


abhi pura nahi hai and first hai toh galtiya hai 💜😁
© it's Ritz