Aaadat
Mai kehta tha na mat kar yeh pyaar,
Yeh jise khete hai log pyaar yeh hai bada bekaar,
Ab ho gayi na tujhe meri aur mujhe teri aadat,
Aadat roz baat karne ki,
Aadar roz tujhe meri daant sunne ki,
Aadat teri nadaaniyon ki,
Aadat meri deewangi ki,
Aadat ek saath ek hi plate mai khaane ki,
Aadat ek doosre ko lipat kar so jaane ki,
Aadat bin baat ke muskuraane ki,
Aadat Fizool hi muh banaane ki,
Aadat tujhe mere kapdo ki,
Aadat mujhe teri ulji huwi lato ki,
Aadat tujhe mere haath ki,
Aadat mujhe tere saath ki,
Aadat voh teri mujhse root ne ki,
Aadat voh meri roz tujhe manaane ki,
Mujh jaise Pagal ke saath apni poori zindagi beetaane ki,
Kaha tha na tujhse, ke mat kar yeh pyaar,
Yeh Hai Bada bekaar,
Ab ho gayi na tujhe meri,
Aur mujhe teri aadat.
© Aahaan