...

4 views

fisalata vakt,🧭
Fisalta vakt
Ye vakt thoda ruk ruk kar
chala kar
kisika hai intjar hume bhi ,,
Na jane wo vakt tha ya
koi saya tha
Jo vakt ke sath dundala ho
chala tha
Fir kar rahe hai hum har
vakt usaka intajar
Jo hath me aayega ya nahi
ye bhi pata nahi
Ye vakt thoda ruk ruk kar
chala na
Aane wale ko de aane ka
mouka ek aur jisake Bina
aadhura hai mera har khwab

#ArtisticEmotions