...

4 views

" Na gum ka pta, Na dwa hi thi "
Na gum ka pta na dwa hi thi, wo khamoshi ka daur bhi ek sja hi thi...
ki dil aur dimaak kabu me nahi the, uss mushkil halaat ki wo hwa hi thi...
parinda ban chuka mera dil na jane kahan tha udta, bagair usse baatein kiye na ye rukta na sambhalta...
ki ban chuki thi wo , mere jeene ki wajah, dil ye har waqt kahte nahi thakta...
bas uske haan kahne ki deri thi,
meri saasein to usspar fida hi thi...
wo mohobbat ka daur aur pyar ki hwa hi thi,
na gum ka pta aur na dwa hi thi...
© nainshi anand