...

8 views

WAQT..
Har cheez ka ek sahi waqt hota hai aur agar khuda tumhe intezar kar wa rahe hain
Toh yeh jaan lo ki tumhe tumhari amanat milne wali hai
Magar agar tum besabr hoke usko apna junoon bana loge toh woh tumhe barbad kar degi...
Issise jo ho raha hai use hone do aur khud ko sambhalo aur apni jindagi main age badho
Tum khud bhi nahin jan paoge ki kab woh tumhare sath aagyi tumhare sath tumhare safar main.....