...

4 views

uljhan
Uljha Sa hu par ek suljha insaan sa hun..
Behne diya maine apni sari khwahisho ko par firbhi baadh me bhi ek ruka hua khali makan sa hun..
Ish behakti duniya mein maine bs tumhari ankho ko hi dekha hai, mehakti duniya mein tumhari khusboo tak ko pehchana hai... jeevan me ab kuch nahi Bas abhi yahi soch soch ke main jeeta hun...
Intezar aisa ki tum aao to tumhe pakad lun, par tumhare haath me naam kisi or ka likha hai...
Ye ulhane ye soch ye baate yahi karan hai ki ab ma chup or inhi khayalo me gum sa hun...
© _Dollywrites