...

2 views

kya chahiye
kabhi kabhi Aisa lagta hai ye chahliye vo chahiye,kabhi kabhi ye lagta hai sabkuch hai mere pass,kabhi kabhi ye lagta hai kuch bhi nahi hai mere paas,vo chahiye vo hona chahiye pta nahi kya kya chahiye kya kya hona chahiye,❤️❤️❤️sabkuch paane ke baad bhi kuch nhi Milne ka dar kabhi kabhi kuch nhi paane ke baad bhi sabkuch Milne ki Khushi pta nhi kya kya jaruri hai jivan ke liye kabhi kabhi Aisa lagta hai ❤️❤️❤️🥳