...

4 views

Tum Kya Jaano??
Tum Kya Jaano? Ye Dil Ki Halat Kya Hoti Hai,
Tum Kya Jaano? Kisise Milne Ki Aadat Kya Hoti Hai,
Tum Kya Jaano!? Mohabbat Kya hOti Hai,
Tum Kya Jaano? Dil Todne Ki Ijazat Kya Hoti Hai,
Tum Kya Jaano? Dil Ki Bechaini Kya Hoti Hai,
Tum Kya Jaano? Tumhare Intezaar Me Humari Halat Kya hoti hai,
Tum Kya Jaano? Ye Duniya Kitna Satati hai,
Tum Kya Jaano? Akelepann Ka Ehsaas Kya hota Hai,
Tum Kya Jaano? JazBaat Likhe Bina Hamari Zindagi Kya Hoti Hai,
Tum Kya Jaano? Ye Dil Todne Ki BadTameezi Kya Hoti hai,
Tum Kya Jaano? Dil ke Tootne Ki Awaaz Kya Hoti Hai,
Tum Sabb Jaan Jaougey/Jougi Meri Jaan
Jab Ye Rooh Humare Jism Se ParvaaZ karjayegi. Tab Tum Jaan Jougey/Jougi.
© sameerahmedhaf