...

12 views

" Swami ji ki Wani"
Log ho ya nari,
Savi hotey hai gyani.

Nar ho ya nari,
Sabke sarir hotey hai vari.

Janam ho ya ho mritu,
Savi manusya ke hotey hai ek ya anek satru.

Kaley ho ya gorey,
Savi manusya hotey hai,
Dusrey manusya ke liye pyarey.

Syam ho ya ho ram,
Savi manusya ke hotey hai nam,

Nam ho ya benam,
Savi manusya kartey hai kam,

Ghar ith ke ho ya ho patthar,
Savi manusya mai hota hai ekh ya anek antar.

Lav ho ya hani ,
Manushya manusya se kartey hai dushmani.

Hindu dharm ho ya ho muslim dahrm
Savi dharm mai hota hai karm.

Bhai ho ya bahan,
Savi mai hota hai ek dusre ke liye pyar ki lagan.

Janam ho ya ho maran,
Marney se purb ,
Savi kartey hai apna jiwan yapan.

Dharmi ho ya adharmi,
Savi hotey hai karmi,.
Aur ye hai Swami Vivekananda ji ki Wani.

. Anhsirk 🙂
© All Rights Reserved