ममता
aasman me tare jese, chamakte setare
aasuo ke dharo pe bhi mata kar jate
khushiya bhi aagan me git gavati
sansar ke sare dard aapne andar samati
Mamta se bara aachal uska,
aapne aandar hamko samati
gaye git uske liye jo hame khilati
sabka rakhati jo khayal usko nahi kisi ki aas
jane kisne banaya ise jo hame dekh aapna dard bhul jati, aake dekh uski sara sansar dikh jata
Mamta se bara aachal uska,
aapne aandar hamko samati
jine ki vajah hame manti , marte vakt
hamare khuse magte jo hame hasati
jo hame jivan jina sikha ti
uske godha me sar rakh sara sansar dekh aate
jo hamare dil ki dhadkan hai
Mamta se bara aachal uska
aapne aandar hamko samati
aasuo ke dharo pe bhi mata kar jate
khushiya bhi aagan me git gavati
sansar ke sare dard aapne andar samati
Mamta se bara aachal uska,
aapne aandar hamko samati
gaye git uske liye jo hame khilati
sabka rakhati jo khayal usko nahi kisi ki aas
jane kisne banaya ise jo hame dekh aapna dard bhul jati, aake dekh uski sara sansar dikh jata
Mamta se bara aachal uska,
aapne aandar hamko samati
jine ki vajah hame manti , marte vakt
hamare khuse magte jo hame hasati
jo hame jivan jina sikha ti
uske godha me sar rakh sara sansar dekh aate
jo hamare dil ki dhadkan hai
Mamta se bara aachal uska
aapne aandar hamko samati