...

7 views

Ashiq
Jiski mohabbat ne hame Insaan bnaya,
wo aaj kya se kya ban chuka hai!
Aur jiske liye jage the ham sard rato me,
Wo aaj kambal taan ke so gya hai!
Jiski ek drawing ke liye Hamne apni duniya jala di,
Wo aaj Paani liye khada hai!
Aur kahte hai ki pyar har kisiko nhi hota
Yha to jise dekho, whi aashiq bna padha hai.