...

4 views

papa.❤
apna paseena baha kar
hume thandi chaw dete rhe.
khud ko bhookha rakh kar
hume hmesha khilate rhe.

Hzaro gltiyo ke baad b kbi maaf krna nhi choda..
aandhi ho ya toofan hmare liye kabhi ldna nhi choda...

Dil ke saaf hai vo unhone kabi kisi ka nooksaan nhi kiya... pyar beshumar tha unko par kbi unhone byan nhi kiya...


unke liye koi shabd kaha nhi ja sakta..
papa hai vo jinke bina raha nhi ja sakta...

© diksha chauhan