...

24 views

Najariyan👀
Najariyan sabka alag yanha, alag- alag najare hai👀

Kya sahi -Kya galatnahi pta, Bus samaj ke niyam ke pemane ka khel hai💯📝

Sadaghi ka nahi, Dikhave ka shor hai..

Pyar ho naa ho par hans kar photo khinchvane par jor hai 🎭

© Aprajita