...

12 views

aadhi se jindigi
aadhi se jindigi jo tere naal the
aaj tanhai mein bhi hum khudko akale hai.

kal jo haseen pal bitaya tere sath the.
aaj jindigi ke berugi se bhi khud se anjan hai.

safar jo jina to tera sath the.
wahi rahe par hum akale hni chal pade.

galti to kiske bhi nahi hai,
magar kismat se bhi hum anjan nahi hai.

dil to tera naal dhadkat,
chahe tu mujhe mila ya nahi mile .

pyar to sirf tujhse hai meri velatine.
magar dikhwa to esa hai,
ki hume pyar se hi nufarat hai.

meri babkhufi ko bachpana smajh ke mafi kar dena.

naraj to tujhe pe nahi meri jaan,
me to khudpe hni naraj hnu .

knyu kismat hume alag kiye?
barna humare bich fasle to,
kabhi nahi the.

mujhko mujhe se bhi
jyada smajhti ho,
meri jaan mujhe se bhala knyu khafa ho?

najare talashte hai tujhe meri ranjha ,
kya tujhe itna bhi nahi pata ?

me diwani teri chahat ki,
dil se tujhe mehshoosh kar lu har dard ki bajahi ,
fir bhi kya meri teri layak nahi?

kahani to nahi ye humari dastan hai,
jo jubani meri bani par pyar tere liye hai.

aankhoki khwasish kabhi puri hogi,
jub tera naal milne ke intjar meri khatam hogi.

pyar to tere naal rahenga mera ranjha,
marte dam tak tera naal dil dhadkega .


I love you jaan
when you miss me.
you connect with me .
l love more than you love me.




© Lina