Thoda Zyada
Aaj ! khud se naraz hu, thoda zyada
aaj ! usse bhi naraz hu thoda zyada
har kami ko pura karna, sikhaya usne
fur bhi kamzor mujhe kyu, banaya usne
takleef is baat ki nahi ki ladki hu main
gila sirf itna hai ki kyu khud se ladti hu main
janm deti hu main, aur unse hi darti hu main
kyu aakhir mujhe banaya usne
aaj sawal bhi hain thoda zyada
aur usse ladne ki wajah bhi hai
Thoda Zyada...